Agar tumhari ana hi ka hai sawal tu phir
Chalo main hath barhata hun dosti ke liye
![ae-aasman-nahi ham](https://www.urdupoets.org/wp-content/uploads/2018/08/ae-aasman-nahi-ham.jpg)
Agar tumhari ana hi ka hai sawal tu phir
Chalo main hath barhata hun dosti ke liye
Baatil se dabnay walay ae aasmaa nahi hum
So baar kar chuka hai to imteha hamara
Andaaz bayan garch bohat shokh nahi hai
Shayad ke utar jaye tre dil mein meri baat
Agar hungama haae shoq se hai laa makan khaali
Khata kis ki hai ya rab laa makan tera hai ya mera
Kon is ghar ki dekh baal karey
Roz ik cheez tot jati hai
Ye na thi hamari qismat ke wasal e yaar hota
Agar aur jete rehte tu yehi intezaar hota